Akbar-e-man
(Akbar-e-man nawjawaan) x5 Akbare maa
Ay mere raahate jaa naujawaan, Akbare maa, tujpe qurbaan ye maa naujawaan, Akbare maa, jawaan(Akbar-e-man nawjawaan) x5 Akbare maaSaal atharwaa kya banke qayamat aaya, chand se sine pe pardes mei neza khaya, hai kahaan zakhme sinaa, bol kuch to meri jaan(Akbar-e-man nawjawaan) x5 Akbare maaBaap ki aankhon se binaai meri aas gayi, tujko kausar ki taraf leke
teri pyaas gayi, meri tarapti hun yahaan, ay meri raahate jaan(Akbar-e-man nawjawaan) x5 Akbare maaWaada sughra se kiya tha jo chale the garse, lout aaunga bohot jald
mei tujse milne, dhund ti hai who behen, tere kadmon ke nishaan(Akbar-e-man nawjawaan) x5 Akbare maaTumko athara baras naazon se jisne paala, who phuphi beton se
bharkar tumhe jisne chaha, kehti hai laut ke aa, ho gaya waqte azaan(Akbar-e-man nawjawaan) x5 Akbare maaKhaake sine pe sina sota hai tu lakhte jigar, tere bin zindaa na
rehpaaegi teri madar, uske haathon mei rasan, jiska ho laal jawaan(Akbar-e-man nawjawaan) x5 Akbare maaAagayi gyara moharam hai safar zindaan ka, he pase-pusht bandhe
haath nahi sarpe rida, kya gawaara hai tujhe, thokare khaye ye maa(Akbar-e-man nawjawaan) x5 Akbare maaTouk karta hai fughaan karti hai matam zanjeer, ashk khun rote hai
neze pe janabe shabbir, paaye Sajjad ke hai, aable nauha kunaa(Akbar-e-man nawjawaan) x5 Akbare maaMaa ke armaan tere saath hi soye ban mei, tune sine pe sina khaayi
kuch aise ran mei, roya "Rehan" kalam, likh ke laila ka bayaan
(Akbar-e-man nawjawaan) x5 Akbare maa